Pakistan's Urdu Forum (IT Knowledge)



Join the forum, it's quick and easy

Pakistan's Urdu Forum (IT Knowledge)

Pakistan's Urdu Forum (IT Knowledge)

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

For IT education (education for all)


    " Ajab, Nirala, Dastoor "

    kamrankhan143
    kamrankhan143
    Super Moderator


    Posts : 271
    Join date : 2010-03-17
    Age : 38
    Location : Abu Dhabi

    " Ajab, Nirala, Dastoor " Empty " Ajab, Nirala, Dastoor "

    Post by kamrankhan143 Thu Apr 15, 2010 10:43 am

    Ajab Niral" Ajab, Nirala, Dastoor " Emptya Dastoor
    " Ajab, Nirala, Dastoor " 59198hrthuy4syh


    " Ajab, Nirala, Dastoor " 623568ac0ge74yni




    Wafa Ka Jisne Mujhe Sabaq Padhaya Hai Wahi Bewafaa Nikla

    Jo Bharose Ke Layeq Tha Woh Saza Ke Qabil Nikla



    Ye Zamane Ka Dastoor Bhi Ajab Nirala Hai

    Yahan Zalim Toh Hai Aazad Mazloom Magar Qatawaar Nikla



    Ulfat Ki Jahan Qader Nahi Wahan Diloun Se Khela Jaata Hai

    Mein Insaan Toh Thi Badi Kaam Ki Magar Bedaam Nikli



    Meri Ulfat Bhi Ek Khawab Thi, Aankh Khuli Aur Khawab Toot Gaya

    Jaise Koi Qeemti Magar Bachoun Ka Khilona Nikla



    DARD, GHAM, AANSOO Ulfat Me Mile Mujhe

    Mera Ghamquwar Hi Meri Jaan Ka Pakka Hareef Nikla



    Kitna Haseen Wo Jameel Tha Meri Chahat Ka Aashiyaana

    Log Jise Lootte Rahe Magar Mein Par Kate Panchi Ki Tarah Bebass Nikli

    " Ajab, Nirala, Dastoor " Empty



    <TABLE cellSpacing=0 cellPadding=5 border=0>

    <TR>
    <td vAlign=top>" Ajab, Nirala, Dastoor " 59198hrthuy4syh
    </TD></TR></TABLE>


    Thanks & Best Regards

    Kamran Khan
    " Ajab, Nirala, Dastoor " Empty



    <TABLE cellSpacing=0 cellPadding=5 border=0>

    <TR>
    <td vAlign=top>" Ajab, Nirala, Dastoor " 59198hrthuy4syh
    </TD></TR></TABLE>

      Similar topics

      -

      Current date/time is Thu Mar 28, 2024 1:16 pm