Pakistan's Urdu Forum (IT Knowledge)



Join the forum, it's quick and easy

Pakistan's Urdu Forum (IT Knowledge)

Pakistan's Urdu Forum (IT Knowledge)

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

For IT education (education for all)


    Sochna kabhi mujh ko

    kamrankhan143
    kamrankhan143
    Super Moderator


    Posts : 271
    Join date : 2010-03-17
    Age : 38
    Location : Abu Dhabi

    Sochna kabhi mujh ko Empty Sochna kabhi mujh ko

    Post by kamrankhan143 Wed Mar 31, 2010 7:15 am

    Sochna kabhi mujh ko

    Ab nahin , sochna kabhi mujh ko
    Meri yadon ko ab guzarney do
    Jaisey
    Chamkeeli dhoop main aksar
    Kitni aankhon ki aas ko ley kar
    Kaaley baadal guzartey jatey hain
    Tum meri yaad ko guzarney do
    Ab nahin...
    Sochna kabhi mujh ko... !!
    Jaisey rim jhim barastey sawan main
    Laakhon qatrey zameen k daman main
    Girtey aur simat-tey jatey hain
    Tum meri yaad ko simatney do
    Ab nahin ..

    Sochna kabhi mujh ko ... !!
    Sochna kabhi mujh ko 848-heart2

      Similar topics

      -

      Current date/time is Fri Apr 19, 2024 2:24 pm